"View Patna" is a captivating news photo blog that offers a unique glimpse into the vibrant city of Patna, India. Through a carefully curated collection of striking images, this blog captures the essence of daily life, cultural events, and significant happenings in Patna. From bustling markets and colorful festivals to serene riverbanks and historic landmarks, each photograph tells a compelling story, inviting viewers to explore the rich tapestry of this dynamic city.
Pages
▼
Tuesday, July 5, 2011
Patna commissioner KP Ramaiah holds Janata Darbar
Patna commissioner KP Ramaiah held Janata Darbar to hear and solve the problems of the people at his office in Patna on July 1, 2011.
janta darbar janta ko bewakoof banane ke liye hi bulaya jata hai.lekin Sri ramaia saheb ke prati hamari drishtikon alag hai. ye kaam me biswas rakhte hai .Basarte inki jankari me inke babu log janta ki samasya ko lawen. Bahadur pur housing colony me bhootnath road per khule aam murga ka counter lagaya ja raha hai. counter ka kiraya bhi local byakti vasoolta hai.hadd to tab ho gai jub Nurshing home evam timuhani per bhi counter kiraye per lagaye jane lage hai.biswas nahi hata ki hum ek system se bandhe hain.Anyatha,Lalu pd evam Nitish kumar ke sasan men phark dekhne ko zaroor milta.Ye Najayaz counter tub bhi the aur aaz bhi hain.Samazh men nahi aata virodh kaise aur kin sabdo me karun.
janta darbar janta ko bewakoof banane ke liye hi bulaya jata hai.lekin Sri ramaia saheb ke prati hamari drishtikon alag hai. ye kaam me biswas rakhte hai .Basarte inki jankari me inke babu log janta ki samasya ko lawen.
ReplyDeleteBahadur pur housing colony me bhootnath road per khule aam murga ka counter lagaya ja raha hai. counter ka kiraya bhi local byakti vasoolta hai.hadd to tab ho gai jub Nurshing home evam timuhani per bhi counter kiraye per lagaye jane lage hai.biswas nahi hata ki hum ek system se bandhe hain.Anyatha,Lalu pd evam Nitish kumar ke sasan men phark dekhne ko zaroor milta.Ye Najayaz counter tub bhi the aur aaz bhi hain.Samazh men nahi aata virodh kaise aur kin sabdo me karun.